12 thoughts on “Shaheed-a-Haq Daud Mustafai

  1. MASHALLAH Ab Malik sab kiya artical likha hy apny Daod sab ko main dykhta tha gaon main mulakat na hosaki meri aj tak aj un k bary main parha unki zindgi k bary main parh k ankh num hogae meri k kash main unhain khud milta par shayad mery naseeb main nhi tha ALLAH jannat ul firdos main aala maqam sy nwazy Daod sab ko aameen or Ab Malik sab ALLAH apko b slamat rakhy k apny unki zindgi ka kal itny achy lafzon main biyan kiya aameen

  2. nice work. . . May Allah bless the soul of doud mustafai in heaven. . .
    . . . . . . Aameen

  3. Wel done br Abdul malik bhai!
    Allah un k darjat buland jare ar hamen un k mision ko qaem rakhny ke tofeq dy
    jazakAllah khair

  4. brave man .A very big lose for people of pindsultani….A single sentence .
    Shaheed Tum se Yeh Keh Rahay Hain Lahoo Hamara Bhula Na Dena

  5. jazakomullah khair
    abdul malik sb ….jis trah aap ne daoud sb k barey mei likha wo azeem insaan is se b kahen zyada darde dil rakhne waley aur aashiqe rasool thy..
    elaaqa ik azeem leader se mehrom ho gya.Inshallah shaheed e haq ki ye qurbani raegaan nhi jaey gi

  6. Excellent Sir,

    Allah un k darjat buland kary, awr hameen un k naqash-Qadam par chalny ke tofeeq dy. Ameen
    Daur Muhtafi Shaheed aik shakhs ka nahe aik tehrek ka nam tha.

  7. Daud Mustafai was a man of valour and values. His determination to fight back injustice and tyranny was enviable! By sacrificing his life for poor souls of his locality he proved that oppression can’t suppress missionary zeal. May Allah Almighty bestow him an exalted place in Jan’nah!
    I am not in touch with Pind Sultani’s ground situation but it was strange to hear that a thug named Meero was running a mafia gang of looters and swindlers in this area which had never seen such gangstarism in its history. Daud stood back against this mafia and laid down his life to save his village from this cancer. Our courts surely will not award Meero the punishment that he deserves as is clear from the gesture of giving him pre-arrest bail but some where some Daud Mustafai will take the revenge and would clear the earth from this scum Meero In sha Allah. My salute to the martyred Daud Mustafai. May our land engender more and more Daud Mustafais!

  8. is ma koi shak nahi daood sahb bhot azim insan thy .ma srdar amir sahb ka bht clos hon,ya baat vo bhi manty hain ky daood sahb azim hain shahid hain ,sardar sahb is bat ka halaf daty hain dany ky liay tiar hain uno ny mustafai sahb ko shahid nahi kia na hi un ki niat thi na un ko pata tha ya hoga,sardar sahb ko pata hai daood sahb ky bhai ghar valo khandan valo ny un ky ghar ko aag nhi lagai lakan uno ny nis vja sy un ko fir ma rkha hai kuky un ky masoom ba gunah baty ko shahid mstafai ky mrdar ky ilzam ma rkha gya hai,ap is baat ko uthain shahid ki rooh khush nhi hI UN KY MARDAR MA BA GUNAH LOG PHANSY HAIN
    SRDAR SHB KAHTY HAIN BATY KA GUNAH HAI AK BAR US KI OR daood sahb ky bhatajy omar ki talakha kalami hoi 2no bchy thy bat rafa dafa ho gai
    srdar sahb ki niat ab bhi saaf hai bhot daood sahb ki family ky liay uno ny pir of chora sharif ko sulah ky liay caal ki uno ny shar ahmad wapda domal ko is kam ky liay shamil kia hoa hai srdar shb kahty hain pnd sultani ky shararti anasir daood family ko khrab kar rhy hain mis guid kar rhy hain mri hamdrdi daood famly ky liay bhot saf niat sy hai vo is qtal par kud bhot upsat hain ,vo hr vaqt aman chaty hain han jin logo ny aag lagai orto ky kapro ki ba hurmati ki hai un sy vo sulah nhi chaty baqI daood family ky sath hain sardar shab ko bhi shararti anasir kahty hain ky apko vo log nhi choran gy lakan srdar sahb kahty hain agar un ka diul khush hota hai mujy maar kar bashuk marain lakan fact jan lain colum nigar sahb is mamly ko sulah ki traf ly jain kuky jin badmasho ko daood sahb napasand karty thy aj vo daood sahb ky nam par apni siasat chamka rhy hain or srdar amir us ka byta bagunah hai us ny bndy jhagry ky liay bhajy thy marny ky liay nahi usy nahi pata tha ky aisa ho jai ga

  9. its ok g. ye murder pindsultani & domel 2non k liye bara loss hy.. inshallah iska behtar & insaf p mabni hall zaror nikal aye ga…

Leave a Reply to Abdul Malik Khan Cancel reply

Your email address will not be published.


*